Friday, June 25, 2010

Raat ko dair talak tum mujh ko socha na karo

Meri chahat ka sar-e-aam charcha to na karo
Gham to pehle b hain or tum ruswa na karo
Baat choti c b afsana bana deti hai
Tum kitabon pe mera naam likha na karo
Dil ko bechain sa karti hain tumhari swaliya Aankhain
S-U-N-O
Raat ko dair talak tum mujh ko socha na karo

No comments:

Post a Comment